Kareem Raza Siddiqui



Janat me Janat k haqdar jayenge, Kasam Ali ki ali k hubdar jayenge, Dar-e-Janat pe khari Zehra kehti hain, Janat me mere LaaL k Azadar jayenge.

Wo jis ne apne Na Na ka wada wafa kar dia, Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia, Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam, Us Hussain Ibne-Ali par lakhon salam.

No comments:

Post a Comment